04

Ishq bulawa

इश्क़ बुलावा जाणे कब आवे

इश्क़ बुलावा आवे जब आवे

मैं था कोल तेरे रेहणा

मैं था कोल तेरे रेहणा

मैं था बैठा कोल तेरे

तेन्नु ताकंदा रवा

बातों पे तेरी हांसदा रवा

पागल में खुद नू बानानदा रवा

तू हँसदी रावे में हंसानदा रवा

तेन्नु तकदा रवा

After 2 days

Wednesday

“Tu kahan hai itne din se? Milne kyu nahi aayi… tujhe pata bhi hai kitna miss kar rahi hu tujhe?”Shivya said softly on call, sitting on her bed inside her room at Sharma Mansion. Her voice carried clear emotions and a faint sadness.

“Haan haan madam… pata hai aap mujhe kitna miss kar rahi ho. Tabhi agar main milne nahi aayi to tu bhi nahi aa sakti.”The voice on the other side teased her lightly.

“Akshu… tujhe pata hai na main akele nahi aa sakti,” Shivya said with moist eyes, trying to control her emotions.

“Haan haan pata hai… aur isi liye maine call kiya hai. Ab kuch din me college ke third semester start ho jayenge, to chutti me kahin ghoom kar aate hain.”The cheerful voice of her bestfriend Swarnakshi—lovingly called Akshu—brought a small smile on Shivya’s face.

“Achha thik hai.”Shivya agreed softly.

“Okay bye.”

Call disconnected

After the call, Shivya walked downstairs towards the hall.

Abhiraj was talking on phone when Shivya reached there.

“Sorry Aadvik… us din baat nahi ho paayi thi, meeting me tha.”Abhiraj  said casually.

“Koi baat nahi… waise bhi mujhe bhi apni meeting ke liye late ho raha tha. Aur ye sab chhodo, Shivya beti kaisi hai? Badi ho gayi hogi na?”Aadvik said warmly from the other side.

Abhiraj smiled and handed the phone to Shivya.

“Shivya… Aadvik uncle aapse baat karna chahte hai.”

“Pranam uncle.”Shivya said respectfully.

“Khush raho beta.”Aadvik replied with affection.

“Kitna time ho gaya aapko ghar aaye hue… pehle aap politics ke kaam ke bahane aa bhi jaate the, lekin ab jab se aap CM bane hai, aapko humse milne ka time hi nahi milta.”Shivya said softly, a little upset.

“Aisi baat nahi hai beta… jab bhi aap hume bulaoge, hum aa jayenge. Aur aisa kabhi mat sochna ki hum kaam ki wajah se nahi aate. Humare liye pehle apne log hain, baad me kaam.”Aadvik said firmly but lovingly.

“Jii uncle.”

Shivya nodded softly and returned the phone.

“Chal Aadvik, phone rakhta hu. Bye.” Abhiraj said.

“Bye… good night.”

Call disconnected.

“Chaliye sab sath me dinner karte hai.”

Sanvi said while adjusting the dining table.

“Hum Vihaan ko bula laate hai… kaam kar raha hoga.”

“Aree haan haan jao… Maharaj to khud se aayenge nahi jaise roz hota hai.” 😏

Abhiraj teased.

“Zyada mat boliye aaj aap.” 🤨 Sanvi warned him.

Soon, Vihaan was called and all of them sat together for dinner, enjoying their family time.

Agnivanshi House

Later that night…

The hall was calm. Everyone was sitting together, talking casually.

“Pata nahi mere bache kab aayenge…”

Esmita said softly with a slight sadness in her voice.

“Ye to aa gaya aapka beta.”Aadvik said pointing slightly towards Shivyansh.

“Main Shiv ki baat nahi kar rahi.” 🤨

Esmita replied immediately.

“Main Vedaksh aur Aasvik ki baat kar rahi hu.”

“Vo dono bhi aa jayenge… aap tension kyu le rahi ho?”Aadvik said calmly.

“Ha… vo to hai.” ☺️She smiled slightly.

“Lekin aapne mujhe ‘Isu’ kyu bola?” 🤨

“Arey hum to pyaar se bol rahe the.” 😌

Aadvik teased her.

“Shiv yahi hai… sunega to kya sochega?”

She said worriedly.

At the corner, Shivyansh was sitting quietly, listening to them and smiling softly.

He looked up at Lord Shiva’s idol and whispered in his heart—

“Mahadev… inhe aise hi hamesha khush rakhna.”

“Main room me jaa raha hu… neend aa rahi hai. Good night.”

Shivyansh said softly and left.

“Bas bas… kaam khatam hote hi neend aa gayi janab ko.” 🤧Aadvik sighed.

“Chaliye ab hum bhi room me jaate hai.”Esmita said.

Sharma Mansion

Meanwhile…

In another room, Abhiraj and Sanvi were talking.

“Usse milne ke liye kaise kahenge? Aapko pata hai na vo akele kisi ladke se milne se kitna darti hai.”Sanvi said worriedly.

“Hum kisi bahane se apni beti ko bhej denge.”Abhiraj replied confidently.

“Achha thik hai… ab so jaate hai, parso ki tayari bhi karni hai.”

“Good night.”

“Good night.”

{ I know chapter bahut boring hai ye mujhe likhte hue bhi lag raha hai but aane wala next chapter boring nahi hoga and aap sabko pasand aayega}

Thanks for Reading 💗 🧿

How was the chapter? Let me know in the comments below."

Follow me on Wattpad, Stck and Instagram also for early updates.

Ig:- author.hinu

Write a comment ...

Write a comment ...